Rozana record
Har shed ka ek chhota form, ek minute mein.
Subah aur shaam ki maut, din aur raat ka daana, wazan, pani, diesel aur dawai. App batati hai kis shed ka aaj ka record baqi hai, aur reh jane wala din baad mein bhi bhar sakte hain.
- Plus aur minus button, aam numbers ke liye typing ki zaroorat nahi
- Ek patti har likha hua din dikhati hai, aur jo din reh gaye
- Usi din ko dobara save karein to record theek ho jata hai
- Layer farm wazan ki jagah grade ke hisaab se ande likhte hain











